اقرأ باسم ربك الذي خلق

15 Feb 2025

Mani aur Mazi Lage Kapdo ka Hukm - Paak ya Napaak

Agar Mani kapdo ko lag jaye to yeh paak rahti hai, yani yeh napak nahi hoti. Agar aise kapdo me Namaz parh li jaaye toh koi masla nahi hai.۩ Ibn Qudama r.h. ne kaha hai:"Agar ham ise paak kahen to ise...
Read More »

30 Jan 2025

Hawa Nikalne ka Shak

 Sawal Baraye maherbani mujhe dauran-e-wuzu ya baad me hawa kharij hone ke bare me ahadees ke mutabik maloomat faraham karein, aur is soch ke mutabik bhi maloomat faraham karein ke agar insan...
Read More »

26 Jan 2025

Soodi Maal ka Kya Kare?

 Sawaal: Mai ek company me mulazmat karta hu jisne paanch baras qabal apne mulazimeen ko kuch rakam di aur ye rakam bank ke aise account me rakha jo paanch baras tak istemal nahi kiya ja sakta,...
Read More »

25 Jan 2025

Sawal - Peshab Karne ke Baad Kapde Naapaak Hone ka Shak Hota Hai

Sawal - Peshab Karne ke Baad Kapde Naapaak Hone ka Shak Hota Hai.  Jawab  Alhamdulillah.Sunnat ye hai ke insaan baith kar peshab kare, aur agar khade ho kar peshab kare to jab tak jism...
Read More »

30 Dec 2024

Tashahud ki Duae

۞ Tashahud ki Duae jo namaz me padhi jaati hai wo ye hai:1. Attahiyaat‘Attahiyyatu lillahi was salawatu wat tayyabaatu, assalamu alaika ayyuhan nabiyyu wa rahmatullahi wa barakatuhu, assalamu alaina wa...
Read More »

20 Oct 2024

Kya Ham Janabat Ke Haalat Me Quran Sun Sakte Hai ?

 Alhamdulillah..Janabat ki haalat ek shaks ko Qur'an sunne se nahi rokti hai, kyuki shariat me iski daleel maujud nahi hai ki jo shaks janabat ki halat me ho use Qur'an nahi sunna chahiye.Shaykh...
Read More »

30 Sept 2023

Somwar Aur Jumeraat ka Ikhatta Roze Na Rakh Sake Toh Kya Sirf Somwar Ka Roza Rakh Liya Jaaye ?

hi     ur   Sawal:Kya agar Somwar Aur Jumeraat ka Ikhatta Roze Na Rakh Sake Toh Kya Sirf Somwar Ka Roza Rakh Liya Jaaye?Jawab:Alhamdulillah"Hafte me do mazkoora yaum ke rozo me...
Read More »